in

Garmi-e-Hasrat-e-Nakaam Se Jal Jaate Hai

Garmi-e-Hasrat-e-Nakaam Se Jal Jaate Hai,
Hum Chiragon Ki Tarah Shaam Se Jal Jaate Hai,
Shama Jis Aag Mein Jalti Hai Numaish Ke Liye,
Hum Ussi Aag Mein Gumnaam Se Jal Jaate Hai,
Jab Bhi Aata Hai Tera Naam Mere Naam Ke Saath,
Jaane Kyun Log Mere Naam Se Jal Jaate Hai.

गर्मी-ए-हसरत-ए-नाकाम से जल जाते हैं,
हम चिरागों की तरह शाम से जल जाते हैं,
शमा जिस आग में जलती है नुमाइश के लिए,
हम उसी आग में गुमनाम से जल जाते हैं,
जब भी आता है तेरा नाम मेरे नाम के साथ,
जाने क्यूँ लोग मेरे नाम से जल जाते हैं।

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Phool Khilte Hain Baharon Ka Samaa Hota Hai

Sad Status In Hindi For Life