Romantic Shayari

A Huge Shayari Collection

23/10/2014
by Sam
0 comments

Agar Mai Hadd Se Guzar Jau

Agar Mai Hadd Se Guzar Jau
Toh Mujhe Maaf Karna ..

Tere Dil Me Utar Jau
Toh Mujhe Maaf Karna ..

Raat Me Tujhe Dekh Ke
Tere Deedar Ki Khatir ,

Pal Bhar Jo Theher Jau
Toh Mujhe Maaf Karna ..